2 lines jabardast hindi shayari urdu mixming hindi shayari
jabardast hindi shayari
Hindi Shaayari ki baat ham karen to kuch ehsaan ko kuch shabd ke jariye apni abrun me samet rakhne ki koshis hain. Bahat saare zajbaatonki khwahis ko hindi shayari writers likhgaye hain. Halaki hindi shayari hindi kabita or ghazal se pravabit hain magar. Fir bhi best part of kabita or ghazals jisko ham shayrana alfaz kehte hain.
bechen is kadar the ki bhulana sake
intjar bhari nigahen apki dekhna sake
chahat is mukamse hokar gujra ki
bebas bahon me apko samanaa sake |
-------------------------------------------------
jabardast hindi shayari
Duniaki iss bhagdaud pe mohabat ka kuch
alag hi andaj hai
kisika labzonme khamosi to kisika sar pe
taaz hai |jabardast hindi shayari
-------------------------------------------------
jabardast hindi shayari
jabardast hindi shayariratbhar jalta raha mai khud ki tanhai se
jaise mehfil ki samah
e mere chahnewale jara muskurake bolde
kya the mere hasin gunah |
jabardast hindi shayari
Tadap na puch e mere husnjana
ishhq ki haath mere lakiron me hai
magar kya karen uss bewafa bandgi
jo hamara na hosake |
-----------------------------------------------
Socha tha bhul jayenge us tasveer ko
jo kismat ne chipkaya dilke darwajepe
mitadiya rista us beintiham kismat lakironse
magar tasveer ko chubhi na sake |{jabardast hindi shayari}
----------------------------------------
Chahat ki sidhat itna hai ki sara umr
inntzar ki zanjirome gujar sakte hain
zazbatonki numaish
---------------------------------------------
Bechain iss kadar the ki soyana raat bhar
palkose likh raha tha tera naam chand par
{jabardast hindi shayari}
----------------------------------------------------
Niche diyegaye hindi shayari collections Greate hindi shayari writer Ahamad Farazki sad hindi shayari hai. Pakistan ke mashoor love hindi shayari dost ke alfaz se nikla hua har ek shabd apni appme pyar ki jhankar toltihai. great poet writerr Shed Ahmad Shah pakistani urdu shahitya ko aiseaise 2 lines Hadd se badh jaae taaluqghazals pesh karchuke hain. Jiskeliye Woh Shadiontak jane jayenge.
to gam milte hain
Hum Isiliye har sakhsh se
kam milte hain |
------------------------------------------
Tum laut ke aaneki taqlif mat karna
ham dubaaraa mohabat nehi karte |
------------------------------------------------
Aaj hamari ristonki
hakiqat bas yehi hai
Tujhe mahabat thi
Or mukhe aaj bji hai | hindi shayari collection | hindi shayari sad | hindi shayari love | hindi shayari dost
------------------------------------------------
Ham bhi Dariya Hain
Hame Apna Hunar Malum Hai
Jis Taraf Chal Padenge
Rasta Woh Hojaaye |
------------------------------------------------
Udaas hun par Tujhse Naraj nehi
Tere Dil main Hoon par Tere Paas nehi
Jhoot kahun toh sabkuch hai mere paas
Or sach Kahun toh ek tere siwa
Kuch bhi khaas nehi |
---------------------------------------------------
hindi shayari collection | hindi shayari sad | hindi shayari love | hindi shayari dost
Aaaina dekheke kehte hai sawarnewale
aaj firse bemaut marenge merre marnewale |
--------------------------------------------------------
Hindi shayari jo diwana banade. Ajj
dark odisha blogspot par agaya hai hindi shayari jo read karte hi app shayaris
ke
Jo teer bhi aataa woh
Khali nehi jata
Mayush mere dil se
Sawali nehi jata
Kante hi kya kkarte hai
Fulonki hiphajat
Ful ko bachane koi
mali nehi Aata..
---------------------------------
[Hindi urdu 2 lines {SAD SHAYARI}~Hindi or Urdu shayari shayrana alfazonse | two line shayari collections | 2 line romantic shayari in hindi | ]
Khatak ta to unko hun shayad
Jahan me jhukta nehi
Baki jinko acha lagata hoon
Woh kahin jhukne bhi
Nehi dete.
Kyun bojh hojate hain woh jhuke hue
Kande shayad jinhpar chadh kart um
Dunia dekha karte the
Hua to kuch bhi nehi bas
Thode se khaw toote hain
Or thodese log bichde hain
Kisi bhi sidhat se nibhao riste
Log aukat dikha jate hain
Hindi urdu 2 lines {SAD SHAYARI}~Hindi or Urdu shayari shayrana alfazonse | two line shayari collections | 2 line romantic shayari in hindi |
0-----------
Bharosa ek stikar ki tarha
Hota hai
Yeh dusri baar pehle jaisa
Nehi chipakta.
Jo hame samjha nehi saka
Use haq hai hame bura hi
samjhe
Dua dilse deni chahiye
Juwan se nehi
Kyun ki dua uski bhi kubul
Hota hai jinki juwan nehi.
Maafi mangeka yeh matlab nehi kaun galat
hai
Or kaun sahi
Ham uss riste ko bhulna
nehi chahte.
Jab laga thaa teer
Tab utna dard naa hua gaalib
Jakhm kaa ehsas tab huaa
Jab kamaan dekhi apnki
Haaton me galib
Hindi urdu 2 lines {SAD SHAYARI}~Hindi or Urdu shayari shayrana alfazonse | two line shayari collections | 2 line romantic shayari in hindi
Gujar jayega woh daur bhi galib
Jara itminan to rakh ab
Khusi hi naa thehr to gamki
Kya aukat hai.
Jahid kharap pine de
Masjid main baithkar
Yah woh jagah bata
Jahan khuda nehi
Ab naa main hoon
Naa baki hai jamane mere
Fir bhi majbooor hain
Sehronme fasane mere
Jindagi hai to naye zakhme lagjayenge
Ab bhi baki hai bade dost
purane mere
Mujhse pehle woh kisi aurki thi
Magar kuch shayrana chahiye tha
Chalo mana yeh choti baat hai
Par tumhe sabkuch batana
chahiye tha.
Suna hai bahat bearish hai seher main
tumhare
Jyada bhigna mat
Agar dhul gai sab galat femiyan tab
Khub yad ayenge ham
Sarhadon par tanab hai ya thaa
Jara pata to karo chunab hi
thaa
Shehron me to barudonka mausam hai
Naap chalo amroodonka
mausam hai
Teri duaonme asar hho to
Masjid ko hilake dikha
Nehi to do ghunt pi or
Masjid ko hilta dekh.
Aah ko chahiye ek umr asar hone taq
Kaun ji taa hai
Teri julf ki sar hone taq
mirja galib.
Me nadan thaa jo wafa ka talas karta
tha sahil
Yeh naa socha k eek din
apni sans hi bewafa hojayegi
Khali baithe ho to mere ek kaam kardo
naa
Mujhko acha sa koi jakhm ada kardo naa
Dhyan se panchionko dete ho danapani
Itne ache ho to pinjre se
riha kardo naa.
Mujhme kitna raaz hai batlaun kya
Band ek mudatse hoon khuljaun kyya
Innat, achanak intezaar or
kya kya karun Marjaun kya
Hindi urdu 2 lines {SAD SHAYARI}~Hindi or Urdu shayari shayrana alfazonse | two line shayari collections | 2 line romantic shayari in hindi
Yeh kaun raha par baithe hain
Muskurate hain
Musafironko galat rasta batate hain
Lagaye hue jakhm kyun nehi bharte
Mere lagaye hue ped such jate hain.
Koi tumhara safar par gaya to puchenge
To rail guzre ham kyun hat
hilate hain..
Tum jab aogi to khoya hua paugi mujhe
Teri tanhai main khwabonki siwa kuch
nehi
Mere kamre ko sajaneki tamana hai
tumhe
Mere kamre main kitabonke siwa kuch
nehin.
-
Banke ek hadsa bajar mee ajayega
Jo nehi hoga wwo akbar me
ajayega
Chor chakonki karo kadr ki
malum nehi
Kaun kab kaunsi sarkar mme
ajayega
Sirf khanjar nehi ankhome pani chahiye
Ye khuda dusman bhi mujhko khandani
chahiye
Main apni ankhose lahu chalkadiya
Ek samandar kehraha tha
mujhko paani chahiye
Zindagi ki har kkahani beasar hojayegi
Ham na honge to ye duniya darbe dar
hojayegi
Paon pathar karke choedegi agar ruk
jayegi
Chalet rahiye to zamin bhi hamsafar ho
jayegi
No comments
Comment Here