Breaking News

mobile hack hone se kaise bachaye 15 Pro tips

Mobile Hack Hone Se Kaise Bachaye 15 Pro Practical

Mobile phone 2020-2021 main ek hamare jeevan ka bada sa hissa bangaya hai. Subah utheneke baadse lekar raatko sone tak ham agar sabsejyada time kisike sath spent karte hain toh woh hai hamara mobile phone. Online transaction se lekar private chatting and entartainment tak har kaam ham mobile se hi karte hain. Magar kya hoga agar apka mobile phone hack hojaye toh? Ek jhatke mein hi app barbad hosakte ho. Kher yeh hacking related post hai. Kaise mobile hack hone se bachaye tricks yeh sikhayenge. Toh ham kabhi bhi galat chiz nehi sikhate hian. Aapke man mein bhi yeh sawal jarur aya hoga. Ki aksar ham newspapaer, news, radio mein suneko pate hain hacking ke baare mein. Kabhi agar hamare sath yeh hojaye? Toh kya karenge? Kahan jayenge? Isi sawalka jabab lekar aye hein ham. Ajj app janenge ek bachiya chiz. Mobile hack honese kaise bachaye ?

mobile hack hone se kaise bachaye 15 Pro tips
mobile hack hone se kaise bachaye 15 Pro tips 



Bina deer kiye chaliye jante hain mobile hack honese kaise bachaye 15 pro tips

  • Software Update karte rahen
  • Har mahine mein ek baar mobile jarur restore karen
  • Kisibhi untrusted application download naakare
  • Kisibhi 3rd party websitese apk file download nakaren
  • 3x websites open bilkul bhi mat kijiye
  • Kisike sath apne mobile ka IP Adress share mat kijiye
  • Koibhi public wifi use mat kijiye
  • TOR browser ka istmal mat kijiye
  • Apne personal phone kisi dusre haatko mat dijiye
  • Online game download mat kijiye
  • Malicious link ko open mat kijiye
  • Anjan pendrive yafir memory card ko mobile ke andar insert mat kijiye
  • Kisibhi untrusted website se pdf download mat kijiye
  • Agar koi image yafir document file umid se jyada badi hai tofir usko bilkul bhi download mat kijiye
  • VPN ka use mat kijiye
  • Agar koi application chahiye tofir usko playstore se hi download kijiye

Mobile Hack Ho Jaye To Kya Kare

Sabse pehle jante hain apko kya kya sabdhani barakhna chahiye apka phone agar hack hojaye toh ! Sabse pehle apne najdiki crime branch yafir cyber police station mein FIR darjkaren. Police ke bataye niyam anusare apko kuch din keliye phone cyber police station ko hand over karna chahiye.

Agar app legal matter mein nehi fasna chahte or appp chahte hain khudse sabdhani barakhne keliye toh fir mobile phone ko restore kardena sabse jaruri hoga. Ek baar mobile restore hojaneke baad mobile apne aap hacker ke chahungrse bach jayega.

 
Mobile hack hone ke lakshan kya hai

Mobile hack hone ke lakshan kya hai?

Agar koibhi mobile hack hojaye toh niche diye gaye 5 lakshan jarur dikhai deta hai. Ek ek karke sabdhanise check kijiye aur khudse puchiye kya sach much apka mobile kisi aurke changurse toh fasa nehi hai ! Chaliye jante hain mobile hack hone ke lakshan kya hai?
  1. Automatic Photos Capture Hoga
  2. Automatic Call Voice Recording Hoga
  3. Applications Mobile Ke Andar Automatically Install Hone Lagega
  4. Baat Chit karneke samaye voice breach hoga
  5. Apne app hi sms send hone lagega
  6. Mobile bina use kare hi heat hojayega
  7. Mobile switch off honeke bawajud heat hoga
Upar diyegaye saare mobile hack hone ke lakshan hai. Agar inhmese koibhi symptoms se apka mobile match horaha hai tohfir jarur ek kadam safetyki taraf badhaiye.

 

mobile ko hack hone se kaise bachaye

mobile ko hack hone se kaise bachaye

Mobile phone kaun nehi use karta hai? Mgar kya appp jante hain yeh apkeliye kitna nukshan dayak hosakta hai aar koi apka mobile hack karle? Appka social media account, sensual fantacies, private photos, call details, sms details etc sab kuch ek hacker kehath lagsakta hai. Chaliye jante hain ajjka iss post meinmobile mobile hack hone se kaise bachaye?

 

Sabse pehle jante hain apko kya kya sabdhani barakhna chahiye apka phone agar hack hojaye toh !
1. Sabse pehle apne najdiki crime branch yafir cyber policestation mein FIR likhna chahiye.

Police ke bataye niyam anusare apko kuch din keliye phone cyber police station ko hand over karna chahiye.

Agar app legal matter mein nehi fasna chahte or appp chahte hain khudse sabdhani barakhne keliye toh fir mobile phone ko restore kardena sabse jaruri hoga. Ek baar mobile restore hojaneke baad mobile apne aap hacker ke chahungrse bach jayega.

 

 

Yeh kaam miskil hai ya asan hai?

Jyadatar app mobies yafir cenatography ke andar dekhte hain ki koi bhi banda jisko hacking ata hain who 5 minute se 10 minute ke andar hi andar pura system ko apne jakad mein le ata hai. Magar reality mein aisa nehi hota hai. Kyun ? Kyunki 2020 mein technology itna advance hochuka hai ki hack karna lagbhag namumkin sa hai. Agar ais technology, computer and websites itni as anise hack hojati toh Microsoft, google, IBM, SEMRUSH, Linux, Unix jaise companies crore of dollars expense karke security experts ko hire nehi karte.  

 

Mobile phone kyun  hack hojati hain?

Yeh sawal apko kabhi na kabhi sataya hoga jarur I am sure. Toh chaliye kuch point apke samne rakhte hain jiske wajah se mobile phones itni secure honeke bawajud hagalat admionke change main fasjate hain.

1) Point number 1 Low security. Mobile, Computer, Laptops yafir koi bhi electronics devices ho. Yeh saare ke saare 2 equipments ke jariye successfully kaam karte hain. Ek hai hardware, dusra hai software. Kisibhi device malfunction karne keliye yeh 2 equipments hi aam taur par jimedar hain.  Aur sabse jyada jimedar hai software. Kyunki ek engineer kitna bhi kamal ka coding kyun na kare kahin na kahin who galat coading karlete hai. Jiske wajahse software ke usi jagah par ek loopwhole yaniki vulnerability banjata hai. Aur time to time yafir aage chalke yehi vulnerability yaniki bug software ke jariye total device hack hojata hai. Toh iskeliye aap kya karsakte hain? Wese yeh toh apke hath mein nehi hain. Magar haan apne mobile yafir computer ko latest firmware, software se update karte rahiye.

 

Yaniki agar app mobile use karte hain toh har hapte software uupdate keliye check kijiye. Agar koi new version software lunch horaha hai tohfir jarur usko upgrade kijiye. Chahe weh system software ho yafir application software ho.

 

Agar app pc yafir laptop use karte hain tohfir daily basis apne computer ko upfate kijiye. Kyunki Microsoft har roz system software ke updates apke system ke andar bhejta rehta hai.

 

2nd Online games installe and play : Yeh baat shayad apko nehi pata ki joh bhi game internet se connected hain weh apka mobile ka control apne paas rakhta hai. Iss chiz ko main ek example ke through samjhana chahunga. Maan lijiye app apne phone main  PUBG game install kare ho. Isme app dusronse baatchit karsakte hho. Isska matlab yeh huwa mobile ka microphone game company ke control mein hai. App live stream karsakte ho iska matlab yeh hai ki application company ke paas apka mobile ka screen record hai. App joh bhi chiz type kar rahe hain weh sab direct chala jata hai screen recordor company onke paas. Isse app samajhsakte hain ki apka privacy par kitna bada sankat mandra raha hai. Koibhi online game agar app apne mobile ke andar install kardiyatohfir privacy naamka koi bhi chiz nehi rehjata appke phone main. Tohfir mobile hack hone se kaise bachaye?

Iska bahat saare tips hain joh niche diya gaya hai. Kripiya app inhsab tips ko follow Karen.

Tip no1 Apna mobile kisi anjane yafir dusronke hath mein na de.

Tip no 2 Koi bhi eira gera software, applications yafir games download naakare.

Aisa koi bhi websitesko visit naakare jahan par privacy ka khatra hai specially wohwali website jahan par app apne raatki tanhai door karne keliye jaate hain.

 

Tip no 3 Agar apko kahin par koibhi memory card yafir pendrive gira huwa milta hai aur app uss pendrive se anjan ho toh kabhi bhi bhul se bhi apne mobile ke andar insert karke kholne ki koshis bilkul bhi mat kijiye.

 

Tip no4 Kisi bhi 3rd party website se apk file yafir cracked softwares ko download karke bilkul bhi install mat kijiye. Isse aap hacker ke changur main fasjayenge.

Tip no 5 sabse jyada important baat malicious links se bachkar rahiye. Agar appko pata nehi chal raha hai ki akhir apke paas joh link aya hai weh malicious hai yafir nehi tofir niche diye gaye technique to use karke pehle chaeck kar lijiye.

 

Step no 1 koi bhi browser ke madad se totalvisur.com website open kijiye. Yafir isi link ko open kijiye - https://www.virustotal.com/gui/home/url

Step no 2 Apke paas joh link aya hai usko isme type karke yafir paste karke check kijiye.

 

Ek hi minute mein yeh bata dega apko ki apke paas joh link aya hai web malicious link hai yafir acha link hai.

No comments

Comment Here