Manohar kahaniya kaunthi woh~moral stories in hindi for class 9
Manohar kahaniya kaunthi woh. Moral stories in hindi for class 9. Manohar kahaniyan book satya katha manohar kahaniyan magazine.
Manohar kahaniya kaunthi woh~moral stories in hindi for class 9
kuch kahaniya yafir kisse hamare kalpna se bhi pare hote hain. Jinke hone ya nahoneki pusti karna lagvag muskilasa hojata hai. Phir jab kahani darr ki ho to log ussko yad karne matr se hi bhaybhit hojate hain. Unka kaleza bahar ko ajata hai. Unke chehre pilese parh jate hain.
Aur weh uss anubhuti ko ek ek khaufnak sach ke tarha puri zindagi dar dar kar katorte rehte hain. Abb appp uss par yakin kare ya nakare jinke sath un ghatnayen ghati unkeliye yeh sach tha.
True horror stories in hindi manohar kayaniya main ajj main kuch aise kahani aur ghatnaunse apka ruhbaruh karanuga jispar khuli ankhose yakin nehi kiya jasakta. Lekin logonka manna hai unhone yeh darr ka anubhav kiya hai. Aur woh aaj bhi uss bhayanak chaap apne jehen mein liye darr ke shaye main jee rahe hain. Iss manohar kahaniya ka naam hai kaunthi woh.
Mera naam sahil hai. Yeh manohar kahani 2008 ki hai. Jab main computer science diploma keliye berhampur par rehta tha. Wahan ke khubsoorti, chanchal si hawan aur wahan ki wadiyan mano main unhmese khulsa gaya tha.
Sab kuch toh manmutabik chalrahatha. Akhir ho bhi kyun na ? Jab ham prakriti ki kareeb hote hain toh utnahi ullas se bhar uthte hain. But mujhe yeh nehi pata tha ki jaldhi mera samna ek aisa bhayanak sach se honewala hai. Joh mujhe andar tak jhinjhorh jayega.
Manohar kahaniya kaunthi woh~moral stories in hindi for class 9
Apni zindagika woh hissa aaj bhi jab mai yaad karta hoon toh mere raungte khare hojate hain. mere khas friend mmadhu. Woh bhi mera sath 3 saal diploma course poora karne main lagithi. Mujhe jab bhi mauka milta main madhu se milne uske ghar khalikott chala jata tha. Khalikot wohin berhampur ke karib hi ek chotasa vilage hai.. Madhu ke papa ek government lecturer the. Aur woh wohin khalikot main hi posted the.
Jab bhi uske papa nehi hote madhu mujhe night stay keliye wohin bula lati thi. Issbaar bhi jab uske papa bahar gaye toh usne mujhe stay par bulaliya. Call ke zariye mujhe bola hello sahil ! Thoda sehni andaz main hello madhu bolo kya baat hai? Ajj achanak evening main call kiya. Sab thik toh hai na?
Phir madhu ne bola darasal sahil kya tum abhi khalikot aasakte ho? Maine bola abhi?
Madhu - yes ! Please !
Thoda hiskichake main bola last train toh ab 15 mminute main hi anewala hai. Thik hai. Koshik karta hoon. Yeh bolkar phone rakhne hi walatha. Achanak madhu ka khamoshi mujhe kuch keh jarahatha.
Phirse maine bola madhu kya wahan par sab thik hai? Phir madhu phone disconnect kardiya. Jab main phirse re-call kiya phone switch off show karta tha. Tabhi main phatafat rasoi gharse nikal gaya. Aur mera jacket wallet uthakar nnikal parah. Mere room-mate rishhi ko bola room ka khayal rakhe. KKal subah tak main laut aunga. Baas train chootnehi wala tha. Last time par main pahunch gaya.
manohar kahaniyan read online free
Train main baithke thanks god bola ! Aur phir lagbhag 30 km ka suffer wahan se shuru huwa. Rastebhar soch soch ke parishan tha ki akhir mazra kya hai? Madhu mujhe iss waqt toh kabhi nehi bulayi. Phir ajj kya huwa? Train main baithkar main har 2 minute main madhu ko call karta raha. But wahan se koibhi response milnehi raha tha.
Kuch pal baad mein madhu ke ghar pahunchgaya. Uske ghar ek badese plot ke bich bana huwa tha. tab lagbhag shaam 6 bajgaye the. Khalikot village par berhampur jaisa khannepineki suwidha nehi hai. Isiliye station ke paas se hi maine kuch khanepineki saman jaise snacks aur sabji lekar chala gaya.
Khula asman ke niche ek badasa plot. Usske bich main madhu ka ghar. Mujhe aaj bhi yaad hai. Woh jagah khali khali sa dikhta tha. Shayad uski ghar ek sunsan ilake mein tha. plot charon aur unchi diwarse ghiri huwithi. Aur uske thik bichon bich 2 rooms ka shape bana tha.
Room ka ek set par madhu aur uske papa rehte the. Aur dusre room set par ek old-age couple rehte the. Philfal jaise taise karke madhuke ghar mein pahunch gaya. aur calling bell press karnne lagah. Madhu ake darwaza open kiya.
Turant hi madhu ko maine pucha kyu huwa madhu ? Aise achanak tumne mujhe bulaya. Aur phone bhi switch off aarahatha? Sab thik toh hai na? Madhu mere sath ko khech kar roomke andar legaya aur darwaza close kardiya..
Maine phirse pucha madhu kya sab thik hai? Magar usski khamoshi bahat kuch kehrahithi. Philhal mujhe samajh nehi aya. So mai silence hojana thik samjha. Mere hath se saman lekar rasoi ke andar chalagaya. Rasoi uss room ke sath hi attach huwa tha.
manohar kahaniyan pdf | manohar kahaniya books
Kuch deer taq mmadhu rasoi ke andar kaam main busy thi. Tab main mera friend rishi ko call kiya. Aur room ka khayal rakhne keliye recall karwadiya. Tabhi rishi ne mujhe bola kal subah manohar sir ka lass hai. Tumhe pata hai naa. Woh har class main pehle manohar kahaniya sunate hain. Aur phir jakar class shuru karte hain! Maine bola han yad hai. Ajaunga.
{ ALSO READ
}
Manohar sir hamare database professor the. Coding ke knowledge itnethe ki woh khud ek advanced firewall banayethe. Jisko crack karna lagbhag namumkin sa tha. But manohar sir as well as ek ache writer bhi the. Jinhone manohar kahaniya book in hindi likhe the. Aur weh manohar bhoot pret book bahat hi famoush bhi huwa tha. Kyunki usne book ke andar kuch sajish, aur khaufnak stories thi. Aur jyadatar stories detective stories in hindi thi.
Anyways kuch time ke baad madhu rasoi se nikal kar bedroom ayi. Wese unka drawing room aur bed room ek hi tha. Mujhe khamosh baith kar dekhke boli kya huwa? Itne khamos ho?
Mai - Tum kuch bato tab toh kuch janunga na !
Kya huwa batati nehi ho. Jabse aya hoon tabse rasoike andar gayi ho ! darasal baat kya hai mujhe bhi nehi pata chal raha hai. Thode chidchide panse mera baat madhu sun rahi thi. Maine gusse se bula are kya huwa? Aise chupse kyun ho?
Phir ussne thodi sarmake mere paas ayi. Aur mujhe jorse hug kiya. Phir bola aaj papa nehi hai. Mujhe bahat darr lag raha tha. Isiliye tumhe yahan par bula liya.
manohar kahaniyan magazine | moral story in hindi for class 9
Madhu ke hug ne mujhe andar se simet rakhliya. Jaise mein uske bahon mein behekne laga tha. Phir apne aap par kaabu pake maine bola madhu yeh kya hai? Madhu mujhe aur jorse jakad kar i love you bola. Main khusi se pagal jaise hogaya tha. Phir maine madhu ko khusike mare kuch keh nehi paraha tha.
Tab madhu ne mujhe bola kya hai? Kuch bol nehi rahe ho? Kya tum mujhe pasand nehi karte ho? Maine bhi usse tightly hugg karke bola are pagli mai toh tumhari diwana hoon. Akhir kauna sa insan hai joh tumh jaise itni sundar ladki ka propsal reject karsakta hai.
After that ham dono kaafi raat bhar bahat sare bate kii. Phir madhu apne ghar mujhe dikhaya. Tabhi maine pucha tumhari mom kahan hai? Tab madhu thodi khamos si hogayi. Phir mmain usse gale lagake bola samajh gaya. Aur kuch kehne ki jarurat nehi hai. Baas tum udas mat ho.
Ham dono wahin par two bistar bichake sogaye. Mai bahat hi gehre nind main jachuka tha. Tabhi achanak ek bhayanak dastak ne mera ankhe khol diya. Mano kisine uss kamre ke darwaje ko dhaka mmarkar khol diya. Main kuch pal keliye sehem sa gaya. Raat ke lagbhag 2.30 bajrahe honge. Mai yeh soch kar saans liya ki shayad madhu bahar gayi ogi. Washroom ka istmal karne keliye. Wahan washroom kamre ke bahar bana huwa tha. But tabhi mujhe laga mano ki mere hi bistar par let gaya ho.
Moral stories in hindi for class 9
Mai apne thik piche kisiki ajudgi ki mmehsoos kar sakta tha. Mujhe kuch aur samajh ata mere muh par madhu ne hath rakhdiya. Jab maine mudne ka koshis kiya tab dhhimi awazz main lete rehne ko kaha. Bilkul bhi mat hilna. Aur naa hi shor machana. Mmere bed par madhu leti thi.
Aur woh bhi mere tarha kaamp rahithi. Tab mujhe ehsas huwa wahan par koi hai. Joh uss poore kamre main ghum raha hai. Darr isstarha hamare upar haavi horaha ki ham jjoh dekh rahe the aur mehsoos kar rahe he woh hamare haddi ontak bhed andar tak tatol raha tha.
Ham dono gumsum se hochale the. kisiki bhi himat nehi hi ki andhhere main dube kamreko light jalaye raushan karneke. Mere kanon mein chhudionki khanak aur payal ki awaz saaf arahatha. Mano koi nayi naweli dulhan ho. Joh wahan saj dhaj kar ghumrahi ho. uske gehne chalte waqt kkhanak rahe the. Aur dulhan wali bhari saree awaz koo gher rahi thi. Maine apne pure jeevan kaal mein itna bhayavah manjar nahi dekha tha aur nahi suna tha.
Woh apni awaz mein kuch budbudarahithi. Uski wahan honahi kamre mein kuch ajibsi khusboo bikher raha tha. Woh mehek bahat ajib thi. Wese khusboo meine kabhi dubara mehsoos nehi kiya. Uska yunh hamare aas paas chalna aur hamare yun sarir akade rehna subah 4 bajetak chalta raha. Ki tabhi ghar ki alarm baja. Woh awaz hotehi wahan ka darwaza jorse khulne aur band honeke awaz aya. hum dono abhi bhi ekdusre ki hath pakde palank par padethe. Sans bhi ham dhire dhire lerahethe. Uski aahaat bbhi bahar tak chali najaye. Dononki ruh kaamp uthithi. Ham donohi pasinese dar badar the. Suraj main jab pehli rashmi mein kamreke andar dastak dii tab ham dono ne khudko samhala.
hindi detective story manohar kahaniya book
Aur bina samaye gawayen main madhuse pucha yeh sab kya tha? Aur woh aurat kaun thi? Kya pehle bhi aisa hochuka hai? Gussa aur darr dono hi mere par havi the. Woh bhi mujhe hairani main dekh rahi thi. Aur jab meine paas wale old-age couple ke baare mein pucha tab madhu thoddi chupsi hogayi. And phir boli woh kamra land-lord ka tha. Or joh kamre mein ham dono soyethe woh unke beti ki kamra thi. joh bahat hi pehle marchuki hai. Yeh sunte hi mein hadbadi main apna bag uthaya. Or wahan se nikal aya.
App yakin nehi karenge aaj bhi mere kamre mein mujhe aisa lagta hai ki abhi tez awaz ke sath darwaza khulega. Ussdin se mere andar ek ajibsi darr baithgaya. Woh bhayanak dinn mein kabhi nehi bhulpaunga.
No comments
Comment Here