Breaking News

motivational story in hindi for depression | power of yoga

 motivational story in hindi for depression

Sahil love failure ke wajahse. depression mania tha. But meditation, brahmacharya lekar kuch aisa huwa. Usne ek itihas rachdala. jiske chalte bangaya motivational story in hindi for drepression.

Ekdin kuch aisa huwaki usne jhatakse dipression se nikalneka socha. As well as uske zindagika yeh sabse bada faisla tha. Jiske chalte bangaya motivational story in hindi for drepression.

motivational story in hindi for depression


Lets's start motivational story in hindi for depression

Har koi bolta hai pyar, mohabatke kise yuhin badnam nehi. Iss baat ka sacha example tha sahil. Joh odisha ke rehne wala tha. Lagbhag +2 arts padh rahatha. Jyadatar time use technology yaniki apna passion ko deta tha. As well as technician, writer bhi tha. Fictional pariyonki kahani likhne main uska bada ruchi tha.


Pyar, mohabat sirf books aur kitab main usne padhatha. Bole tho ekdam simple ladka tha. Aur kuch jyada hi passionate tha. +2 College par arts stream lekar padhai kar raha tha. Literature par ruchi honeke karan usne literature optional subject ko hi chunaa. Ek din college main essay competition honeka notice aya. Tabhi new admission students bahat apne apki chala rahethe.


Sahil har roz college jata tha aur. College se wapas apne gharki taraf. Roz thaka hara lautta tha. Shayad uss din uska kismat chamaknewala tha. However buskeliye aaj kuch jyada hi late hogaya tha. Aur aaj kuch jyada hi dhup horaha tha. Bus stand par akela wait karte karte thakgaya. Socha ki wapas gharko laut jaye. But tabhi ek tempo dikha. Socha chalo aj tempose hi chalajata hoon. By the way tempo to nehi rukaa. But uske piche ek motivational quets in hindi likhatha. Intzar karo to sirf kismatki.


Abhi abhi joh dhhup usko taqlif derahatha. Wohi dhup usko sukun dene laga. Usko pata tha ki late hochuka hai. But phirbhi usne wait kiya. Tabhi ek blue car akar sahil ke samne ruka. Car ka glass niche huwa.Sunglass pehnehui ek ladki apna sar winows ke nikala. Aur puchne laga. Kya IIT ka rasta app bata sakte hain?

motivational story in hindi power of yoga


Ladke ne bola..Ji maine IIT bus ka intzar kar raha hoon. Magar lagta hai shayad IIT bus nehi ayega. Kher app iss rastese lagbhag 2 kilometer age jayiye. Aur left chalejayiye.

IIT ka pyar ek motivational story in hindi

Wahan IIT road puchne par pata chal jayega. Phir ladkine buli. Please agar mere sath chalenge to kuch parishani hai? At that time sahil thoda soch ain padgaya. Jab uss ladkiko dekha to chahat itna badhgaya ki mana nehi karpaya.


Shayad pehli baar sahil ka dil main kuch besabrisi feeling horaha tha. By tha way apna soch ko biram dete huwe sahil bolpada. Chaliye mera bhi class late horaha hai. Phir sahil piche wali door khol hi rahatha. Achanak ladkine bola are age baitho.


Thoda sarmake sahilne bola. Jii nehi i am perfectly alright. Piche hi baith jata hoon. Phir ladkine bola jaisa apka marzi. After that sahil rasta bataya gaya. Aur ladkine apna manjil pakad liya. Niche utar kar sahil thanks bola. Aur chala gaya apne class ki aur.


Phir uss din chala aya college se.Sahil ka ek mast attitude yafi hubby tha. Yuhin kehle din bharke huwe chote chote zindagiki tahaionme usko kuch jyadahi possibilities dikhai derahatha. Pyar karna as possible as ek alaukik shakti hai. Joh kuber ko bhi kandarp banasakta hai. Au nirbal ko alexandar.


Read magical pariyon ki kahani


Pyar main koi bhi karya galat nehi hai. But Han uss karyase auronka nuksan hota hai. Tab woh kehlata hai galtiya. Elina keliye sahil sunpa rahatha ek ajibsa dhun. Aur mehsoos kar parahatha ek gajab ka tanhai. But kabhi kisiko bataya nehi tha.


College ka pejla din sahil ko milatha elina. Lagbhag hajar bhid main ussdin jaise ajibsa feelings horahatha, thik wesehi aaj car wali ladkiko, dekhneke baad horahatha. Jab sahil apna diary nikal kar likhne baitha tha. Tabhi usko achanak yaad aya. Elina janeke baat kitna woh tootgayatha. Kya firse woh toona chahta hai?


Jab elina chorkar gaya. Tab lagbhag 4 mahina depression anxity me rehneke baad.Usne gayatha ek hanuman mandir.

real life motivationsl story in hindi


Real life Motivational story in hindi for depression

Jahan par chotasa kutir tha. Uss kutir ke andar ek uska jaisa ladka rehtatha. Jiska umar shayadhi 22 saal hoga.

Uss ladkeka naam tha anil. Usne sahilku dekhtehi jhatakse bola love failure depression mania right? Is an example, sahil sock hogaya. Ifact anilse pucha. Tum kaise jante ho?

Anil - The power of meditation.

Sahil - Matlab?

Anil - matlab kuch bhi hosakta hai. Yaniki depression ka reason kuch bhi hosakta hai. But spirituality ek aisa bardan hai rishionka jiske chalte har dipressed admi thik hosakta hai.

Sahil - Acha woh kaise?

Anil - Anyways chalo iss example ko sumjhata hoon tumhe. Mera naam hai anil. But mera koi parivar nehi hai. So mujhe bachpanse iss mandir ke pujarine pala hai. Mujhe yeh tak nehi pata mere pita aur mata kaun hai. By the way pujari ji bhi brahmachari hai.

But unhone mujhe pala posa. After that unhone mujhe padhaya likhaya. Magar aise hhi mai bhi tumhare tarha. Ek ladki ki chakar main phas gaya. Aur padhai chorneka faisla kiya. Pujariji ne mujhe samjhaya. Aur guru dikhsya diya.

After all woh furu dikhsya koi aise wesa nehi tha. Brahma charya aur gayatri mantra ka tha. Gayatri mantra? Yeh kya hota hai?

Anil ne bola gayatri mantra yaniki9 gayatri mata ki mantra. Jinko Aadi ved mata bhi bola jata hai.

Ekbaar koi unke saran main gaya toh samajhlena zindagike sare dukh dard khatam. Chahe dukh ke wajah kuch bhi ho. Phark nehi parta. But yeh itna asan bhi nehi hain.

After all sahil ne puch. Kya tum mujhe yeh techniques sikha sakte ho? Anil bola. Han sikhasaktahoon. But pujari ji ke anumati bina nehi.

Because wahin mere guru hai. Lets go near the pujari ji. Anil sahil ko pujari ji se milaya. Aur sahil ke sath ghati sari ghatnaonka bayan diya.

Depressions se kaise bache

Tabhi pujariji ne suneke baad bole bete anil.

Anil - ji?

 

Abhi guru diksha deneka umar tumhara nehi huwa hai. But Jab tumhara upnayan hojayega. Tabhi tum iss baatko karne main saksham honge. However agar yeh tumhara dost hai. Toh main jarur madad karunga.

However Phir sahil ko panditt ji ne guru dikshya diya. Bole beta brahmacharya ho hamesa kathor se kathor karte jana. Tabhi tumhare liye gayatri mantra kaam karega. Har roz subah uthteti gayatri mata ka smaran karna. After this tum nahadolena. But phir surya ka pehli kiran ke sath yoga asan main baith jana. Phir lagbhag 108 baar gayatri mantra ko jaap karna.

Subah ko phirse surya ast samaye. Yaniki aisa samay jab surya duba ho magar andhera naho. Aise samaye tum 108 baar gayatri mantra ka jaap karna. Aise tumhe 18 din karna hai. Aur phir dekhna chamatkar.

After that Sach much sahil har roz aisa karta raha. As well as 18 din ke baad apne aap hi uske sath chamatkar hone laga. But kuch aise aise adbhut chize ghatit huwi jiska andaga sahil kabhi nehi lagaya tha. However mera name hi sahil hai.

Aur yeh kissa mera hi tha. Meanwhile Phir uss din diary main mai uss ladki ka jikr nehi kiya. Aur dekhte dekhte main ek acha writer bhi bangaya.

So yeh mera zindagika khudka experience hai. Sach main hamara desh mahan hai. As well as hamare purbaj bhi mahar the. So aise ek se badkar ek chamatkari mantra. Techniques diye gaye hain. Jiska laabh aaj kaliyug main bhi ham utha parahe hain. {motivational story in hindi}

So Asa karta hoon aajka motivational story in hindi apko acha laga hoga. Agar apako motivational story in hindi for dipression acha laga toh comment kijiye.

Conslusion

Jante ho western phoilosophers sab bc hai. Hamse jalte hain. So Hamare mantra ko western philosophers galat bolte hain. But unhone hame chahe jitna bura bhala kahe. But unko bhi pata tha ki yeh mantra koi aam nehi hai. Dibya gun dhari mantra hai. Jisko hamse chupakar aaj western counties par iskon ke naam pe sikhaya jaraha hai. Hamara bharat mahan tha., Mahan hai aur mahan rahega.

No comments

Comment Here